Mein bura hoon ya bhala hoon meree laaj ko nibhana
Mujey jaanta hey aaqa terey naam sey zamana
Chaukat pey agaya hoon sarkar aaj sun lo
Meree dhuk bharee kahani mera dhuk bhara fasana
Teree ashiqi sey pehlay mujey kaun jaanta tha
Terey ishq nain bana dee meree zindagi fasana
Mujey is ka gham naheen hey kay badal gaya zamana
Meree zindagi hey tumse kahee tum badal na jaana
Wo nawaznain pey aeyn to nawaaz dayn zamana
Wo kareem hee jo tehray to karam ka kiya tikhana
Terey naam sey zahoori mujey jaanti hey duniya
Tera ho gaya hoon jab se mera ho gaya zamana
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Ae Khasa e Khasan e Rusul waqt e duaa hai
Ae Khasa e Khasan e Rusul waqt e duaa hai Ummat pe tiree aakay ajab waqt para hai jo deen barhi shaan say nikla tha, watan say pardais mein ...
-
Ae Khasa e Khasan e Rusul waqt e duaa hai Ummat pe tiree aakay ajab waqt para hai jo deen barhi shaan say nikla tha, watan say pardais mein ...
-
Madad Ya Ali Ali Mola Madad Ya Ali Ali Mola Madad mangi hai sadaqa jali Madad Mangi hai sadaqa Nabi Madad Mangi Hai sadaqa Hasan Madad mangi...
-
जो भी नबी के इश्क के सांचे में ढाल गया । उसका कसम खुदा की मुकद् दर बदल गया ।। मेरे रसूल ए पाक के तलवों को चुम कर । पत्थर ज़मीं पे मोम की सूर...
No comments:
Post a Comment
Shukriya janab